Sunday, December 2, 2012

POSITIVE ATTITUDE

POSITIVE ATTITUDE-

Ek aadmi ne ek Mahapurush se Bhagwad Geeta Ka gyan paane ke liye gaon me bhagwadsaptah Ka aayojan kiya.

pehle din jab mahapurush ne Gita Ka gyan dena shuru kiya to use sunne waha par 50 log ekathha hue.
...

DUSRE din sirf 30 hi aaye

TISRE DIN tO 10 hi log aaye

aur CHAUTHE din sirf 2 hi log bache jisme Se ek organise karnewal aadmi tha.

usne bade DUKH Ke saath mahapurush Se puchha:
" maharaj roj roj log kam kyu ho rahe hai.? Mene to aapke bare me bahot suna hai?

MAHAPUPUSH:
" Dekho putra, jab Shri Krishna ne shakshat Gita gyan diya tab to sirf ek hi aadmi tha. yaha to do hai.!!!!"
POSITIVE ATTITUDE-

Ek aadmi ne ek Mahapurush se @[100186463391452:274:Bhagwad Geeta]  Ka gyan paane ke liye gaon me bhagwadsaptah Ka aayojan kiya.

pehle din jab mahapurush ne Gita Ka gyan dena shuru kiya to use sunne waha par 50 log ekathha hue.

DUSRE din sirf 30 hi aaye

TISRE DIN tO 10 hi log aaye

aur CHAUTHE din sirf 2 hi log bache jisme Se ek organise karnewal aadmi tha.

usne bade DUKH Ke saath mahapurush Se puchha:
" maharaj roj roj log kam kyu ho rahe hai.? Mene to aapke bare me bahot suna hai?

MAHAPUPUSH: 
" Dekho putra, jab Shri Krishna ne shakshat Gita gyan diya tab to sirf ek hi aadmi tha. yaha to do hai.!!!!"

No comments:

Post a Comment